4. prabhat ray bhatt | March 25, 2010 at 5:11 pm
SARA MADHESH KARTA HAI GAJU BABU TUJHE SALAM,TUJHSE HI MILA MADHESHI JANTA KO EK NAYA ABAM. aj gaju babu humare bich nahi hai par unki bani aj bhi humare sath hai, kadam kadam pe hume margdarshan karate hai,unhone hume swatantra zindagi jine ki kala sikhalaye,madhesh ko ajadi dilane ki kasme uthaye,akela woh saks the jo sanshad bhawan me madhesi poshak dhoti aur kurta pahanke jate the,pahadi samudai ke log gidh ke najar se unhe dekhta tha, par woh kavi bhi kadam pichhe nai hataye , ek bir yodha ki bhati age aur sirf age badhte gaye.unka akela ajadi ki yatra tha aur woh akele hi sare pahadi samudai se ladte rahe, par hum madheshi janta jo unke sath nainshafi kiye hai woh aj hume gyat ho raha hai,jinho ne apne zindagi ko bhulake humare liye jite rahe, humne unkahi daman chhod diya,naganya rupse unhe madhesi janta ki sath mili. aj jab woh humare bich nahi hai to unki kami mahsush ho rahi hai.aj madheshi janata me jo urja hai yahi urja hum pahale dikhaye hote aur gaju babu ko sath diye hote to 18 sal pahale hi hume ajadi mil gayi hoti.khair ab bhi hum sare madhesi janta milke unke sapne sakar karen kyu ki woh humare adarsh hai.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें
b